نظرانداز کرکے مرکزی مواد پر جائیں

Benefits Of Facial In Urdu

best facial cleanser,best facial cleanser for oily skin,best facial cleanser for dry skin,best facial cleanser for acne,

Facial Benefits:


Khawateen ki aik barri tadaad yeh samjhti hai ke facial sirf paisay ka zeyaa hai, lekin aisa nahi hai. Facial aap ki chehray ki skin ke liye bohat mufeed hai. Yeh murjhaye hue skin ko taro taza bana deta hai.

Aap ki skin ko sehat mand aur fresh rakhne mein aham kirdar facial hi ka hai. Facial sirf chehra nahi, balkay hathon ki safai ke liye bhi kya jata hai. Yeh skin ki mail kuchail saaf karta hai jis ki zaroorat har aik ko hoti hai.

Ghar mein rehne aur bahar jaaney wali aurton jaisay parhai ya mulazmat pesha khawateen ko bhi skin ki hifazat ki zaroorat hoti hai aur khaas tor par bahar jaaney wali khawateen ko hama waqt gird o gubhar, dhoop aur traffic ke dhowen ka saamna rehta hai jo un ki skin ko kharab karta hai. Aisi khawateen ki skin mein acni ke masail ziyada dekhnay mein atay hain.

Skin agar ziyada kharab hojaye to khawateen aur larkiyan bohat pareshan hojati hain, is liye apni pareshani ko nah barhayain aur zaroorat ke mutabiq facial karen. Zaroori nahi ke aap kisi beauty parlour jakar facial karwaen balkay ghar mein bhi apni skin ki hifazat aur is ki dil kashi barqarar rakhnay ki koshish kar sakti hain. Is ke liye aap ko facial ka tareeqa seekhnay ki zaroorat hai.

Best Facial Brand Name:


Dermacos. Golden Pearl. Janssen. Golden Girl Soft Touch. Derma Clear Advance.

Most Read This Article: Best Face Mask For Acne

تبصرے

اس بلاگ سے مقبول پوسٹس

Green Tea for Weight Loss in Urdu - Natural Herbal Drink

Green Tea Banane Ka Tarika in Urdu Aksar log yeh chahte hain ke werzish na kerni paray aur sirf dawaai se hi wazan kam ho jaey, in dawaion se un ki sehat bilkul kahrab ho jati hai aur woh umer se pehle he budhi lagne lagte hain. Wo ye nahi sochte ke un dawaion ko istemal kar ke woh so terah ki aur beemariyon ko dawat de rahay hain aur ho sekta hai ke un dawaion se bhi zyada paise aus ke after effects ko sahi kerni ke liye kherch ho jaeyein is se behtar hai aap wazan kam karne ke liye Herbal chaaie istemal karen. Adrak pesaa hua adha chaaie ka chamach Green Tea aik chaaie ka chamach Shehd (Honey) aik chaaie ka chamach Pani derh cup Kise bhi bartan mein derh cup pani daal kar is main pesaa hua adrak aur green tea shamil kar ki chulay per rakh dain. Jub aik cup reh jae to chulay se utaar lain aur cup main daal lain. Ab is main aik chamach Shehd (Honey) daal kar mix kar lain aur neem garam pe lain. Subha sham aik cup pien aik hafte mein he aap apne wazan main zabardast kame...

Female Infertility Treatment | Tips For Baby Boy In Urdu

بانجھ پن کے لئے چند مفید ٹوٹکے مندرجہ ذیل پیش کئے جارہے ہیں، ان پرعمل کریں: زنانہ بانجھ پن کا علاج اور خاتمہ: بعض عورتیں اولاد سے محروم ہوتی ہیں۔ اولاد کے حصول میں ہزاروں روپے خرچ کر دیئے جاتے ہیں ، لیکن کہیں امید نظر نہیں آتی۔ ایسی عورتوں کے لئے ایک آسان لیکن بے حد مفید نسخہ درج کیا جارہا ہے، جس پر عمل کر کے خواتین یقیناً اپنی خوشیوں کو حاصل کر سکتی ہیں اور اپنی زندگی کو سکون سے آشنا کرسکتی ہیں۔ نسخہ نمبر (۱) کی ترکیب تیاری و استعمال : دستور کے سیاہ پھول لیں، انھیں کسی سایہ دار جگہ میں خشک کریں اورانھیں پیس کر محفوظ کر لیں۔ حیض سے فراغت پا لینے کے بعد ایک سو اکیس ملیگرام لےکر چار سو چھیاسی ملیگرام شہد میں ملا کر چاٹ لیا کریں ، اوپر سے تھوڑا سا نیم گرم بھینس کادودھ پی لیا کریں، انشاء اللہ جلد حمل وضع ہوگا۔ نسخہ نمبر (۲) کی ترکیب تیاری و استعمال : کیلے کی اوپر کی بانجھ پھلیاں جو اکثر گر جاتی ہیں پانچ یا سات عدد لے کر شولنگی کے پانچ سے سات بیجوں کے ساتھ حیض کے تیسرے دن بانجھ عورت کو کھلانے سے ایک دو مہینہ میں اس کا بانجھ پن جاتا رہتا ہے۔ جب تک مطلب حل نہ ہو ہر مہینے میں...